Damn Lyrics – Raftaar, Kr$Na

Damn latest song by Mr. Nair.This song is Sung Raftaar, Kr$Na while lyrics also penned down by Raftaar, Kr$Na amd music is given by Raftaar Get Damn Song Information

Damn Lyrics

Yah yah…..
Kabhi kabhi mujhe lage, Mere pichhe ek saaya, Jo aaya hai mujhe bataane ki, Wo aage jaada jo chaate jamaane ki, Latt badi lagi jinhein auron ki khane ki, Haan kitna hi khaa lenge haan, Kitna bacha lenge haan ya ya.
Bhage jo inka baabarchi inke, Toh khud ka bana lenge kya ya ya, Kud ko sambhalenge kya, Ya karma mitayenge haan haan, Khud jo hai ghar pade, Humkon wo ghar pe bitha lenge kya.
Par mujhe kya? mujhe kya?, Main kisi ki nahi sunta, Mujhe poore karne hai armaan ghar ke, Aur sapne jo main buntaan, Kafi dabi padi mere dil mein hai baatein, Dil se na nikle wo stdio ki wo raatein, Aayi gayi jaane kitni hai barshatein, Jo pehle mere bhai the wo, Ab bhi mere sath hai ye.
Aankhein milayoge na, Ya aankein churayoge haan aa aa, Sabse banaate ho baatein, Par khud ko bana loge kya.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, Ya ya.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, Ya ya.
Par ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn, Ye ye, Par ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, I don’t give a damn.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, I don’t give a damn.
Par ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn, Ye ye, Par ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn.
Samjh nahi paate, samjh nahi paate, Mujhe ye samjh nahi paate, Karte ye bas ek hi baatein, Par chashmein laga ke bhi nazar nahi aate, Main toh deta nahi damn, Karne mein khatam main leta nahi time, Saath mein laaya main ye wali gang, Kalamkaar meri ek aadi fam.
Rakhun main paas, Kareeb jo mere hai khaas, Baaki na karta bardaash, Gaano mein chhodu main laash, Antim ardaash.
Paisa hai paas ab meri zuban ka, Inko samajh nahi aata, Aaj jo kala hai khud hi toh kara hai, Kisi ka namak nahi khata, Kehna hai jo keh do, keh do, Milta nahi change se chango, Hater hai sakdon par main thankful, Karun main handle shukriya fans ko, Bante hai aaj bans bro, Bante hai aaj bans bro, Rap jaise band ho, Muskute jaate hai bangkok.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, Deta nahi damn.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, Deta nahi damn.
Haan ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn, Deta nahi damn.
Par ab main deta nahi damn, Na ab main deta nahi damn, Ye ye.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, I don’t give a damn.
Kyunki main deta nahi damn, Kyunki main deta nahi damn, I don’t give a damn.
Par ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn, Ye ye, Par ab main deta nahi damn, Haan ab main deta nahi damn.
Ghar pe lambi gaadi, Ghar pe bakse mein hai roli, Rehta apne trip mein, Par main khata nahi mauli, Stdio hai ghar mein, Office 200 meter door, Boli meri meethi, Par main haathon se mazdoor.
Na na mere aage na dore chala, Na na le lenge free ki salaah, Haan haan manega meri kaha, Haan haan sab bhula ke, Ja dushman ko gale laga.
Being an artist, being me, That was my best excuse for being crazy.
Written by: Raftaar,Kr$Na
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Damn Lyrics - Raftaar, Kr$Na

Damn Song Info:

Song: Damn
Album: Mr. Nair
Singer(s): Raftaar, Kr$Na
Musician(s): Raftaar
Lyricist(s): Raftaar, Kr$Na
Label(©): Zee Music Company
Scroll to Top