5 Am Lyrics – Zaeden

5 Am Lyrics

Tu kahe to bhoolu Ab yeh jahaan main (jahaan main) Kya karein tu hi To meri wajah hai
Keh bhi na pau Kaise batau tujhe (tujhe) Janu na kyon khafa hai Dil bhi bata de mujhe (ohh…)
Tu nahi to main bhi na raha Jo tu nahi to khud se hoon juda Na janu ab tu bhi hai kahaan Yeh dooriyan yeh dooriyan na rahein
Na na na na na na na na na na na na Na na na na na na Ye dooriyan ye dooriyan na rahein
Dekhu main wo har pal tu jahan pe Chaahu na main bin tere saza yeh Kaise ab dil tujhko bhula de Tu hi dil se mila ye kya ho gaya hai
Keh bhi na pau Kaise batau tujhe (tujhe) Janu na kyu khafa hai Dil bhi bata de mujhe (ohh…)
Tu nahi to main bhi na raha Jo tu nahi toh khud se hoon juda Na janu ab tu bhi hai kahan Yeh dooriyan yeh dooriyan na rahe Yeh dooriyan na rahe
Na na na oh oh oh Na na na oh oh oh Na na na oh oh oh Yeh dooriyan ye dooriyan na rahe Na na na na na na..
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: 5 Am

Artist: Zaeden

Actor: Zaeden

Lyricist: Murtuza Gadiwala

Musician: LA$$A

Label: Zaeden