Now readingAditya Rikhari

Sahiba

Sahiba

Sahiba

Sahiba aaye ghar kahe naaAise to sataye naaDekhun tujhko chain aata hai
Saahiba neenden veenden aaye naaRaatein kaati jaye naaTera hi khyaal din rain aata hai
Saahiba samundar meriAankhon mein reh gayeHum aate aate jaanaTeri yaadon mein reh gaye
Ye palken gawahi hainHum raato mein reh gayeJo wade kiye saareBas baaton mein reh gaye
Baaton baaton mein hiKhwaabon khwaabon mein hiMere kareeb hai tu
Teri talab mujhko, teri talabJaana ho tu kabhi rubaruShor sharaba jo seene mein haiMain kaise bayaan karun
Haal jo mera haiMain kisko bataun
Mere saahiba dil na kiraaye kaThoda to sambhalo naaNaazuk hai ye, toot jaata hai
Saahiba neenden veenden aaye naaRaatein kaati jaaye naaTera hi khyaal din rain aata hai
Kaisi bhala shab hogi woSang jo tere dhalti haiDil ko koi khwahish nahiTeri kami khalti hai
Aaraam na ab aankhon koKhwaab bhi naa badalti haiDil ko koi khwahish nahiTeri kami jaana khalti hai
Saahiba tu hi mera aainaHaathon mein bhi mere haanTera hi naseeb aata hai
Saahiba neenden veenden aaye naaRaatein kaati jaaye naaTera hi khyaal din rain aata hai
Saahiba neenden veenden aaye naaRaatein kaati jaaye naaTera hi khyaal din rain aata hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Sahiba Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Sahiba?

Sahiba is performed by Aditya Rikhari.

Who wrote the lyrics for Sahiba?

The lyrics for Sahiba were written by Aditya Rikhari.

Who composed the music for Sahiba?

The music for Sahiba was composed by Aditya Rikhari.

Which music label released Sahiba?

Sahiba is associated with T-Series.

Who is featured in Sahiba?

Aditya Rikhari and Ankita Chhetri is featured in Sahiba.

Who directed Sahiba?

Sahiba was directed by Siddharth Ahuja.