Kanwal
मेरे इस दिल पे हावी हैतू इस दुनिया से प्यारी हैजो भूलूं मैं तो कुछ सजनाकमी-पेशी की माफ़ी है
हाँ जलते हैं कंवल तुझ सेतू जग मेरा सजाती हैये मन भरता है कब मेरातेरी हर पल ही ख्वाहिश है
ओ जानम!सितम ये हमपे जनम क्या ढाया तूनेनज़र मिला के दिल को चुराया तूनेहमने सुना है वापिस न आयातेरे जाल में जनम जो भी फंसा
तू Balkhaye हाय!थम जाए दुनिया मेरीजानम मुझे ऐसे ना सताया करजो तू मुस्कुराए हायफीका लगता है हर एक मंज़रजानां थोड़ा रहम खाया कर
तू Balkhaye हाय!थम जाए दुनिया मेरीजानम मुझे ऐसे ना सताया करजो तू मुस्कुराए हायफीका लगता है हर एक मंज़रजानां थोड़ा रहम खाया कर
हाँ मेरी आरज़ू कोफ़िज़ा जगा नहीं देमेरी आरज़ू तोख़िज़ा सी हार गई है
Kuchh हमारे ये किस्से थे सच्चे सेकुछ तुम्हारों ने जो रंग भरेआपको हम समझ आए अच्छे सेलोग अज़ल से सभी तंग करें
इज़हार ये केसब तबीयत के मुताबिक नहींहैं थोड़े कड़वेपर जानां मुनाफ़िक हम Nahi
इज़हार ये केइस अज़ीयत की इजाज़त नहींमाना है Kadweपर जानां मुनाफ़िक नहीं
तू बलखाए हाय!थम जाए दुनिया मेरीजानम मुझे ऐसे ना सताया करजो तू मुस्कुराए हायफीका लगता है हर एक मंज़रजानां थोड़ा रहम खाया कर
थोड़ा रहम खाया करथोड़ा रहम खाया करथोड़ा रहम खाया करथोड़ा रहम खाया कर
Mere is dil te haavi haiTu is duniya se pyaari haiJo bhoolun main to kuchh sajnaKami beshi ki maafi hai
Haan jalte hain kanwal tujh seTu jag mera sajaati haiYeh mann bharta hai kab meraTeri har pal hi khwahish hai
O jaanam!Sitam yeh hum pe janam kya dhaya tooneNazar mila ke dil ko churaya toone
Hum ne suna hai wapas na aayaTere jaal mein janam jo bhi phansa
Tu balkhaaye haaye!Tham jaaye duniya meriJaanam mujhe aise na sataya kar
Jo tu muskuraye haayePheeka lagta hai har aik manzarJanaan thoda reham khaya kar
Tu balkhaaye haaye!Tham jaaye duniya meriJaanam mujhe aise na sataya kar
Jo tu muskuraye haayePheeka lagta hai har aik manzarJanaan thoda reham khaya kar
Haan meri aarzu koFiza jaga nahi deMeri aarzu toKhizaan si haar gayi hai
Kuchh humare yeh qisse the sachche seKuchh tumhaare ne jo rang bhareAap ko hum samajh aaye acche seLog azal se sabhi tang karein
Izhaar yeh keSab tabiyat ke mutabiq nahiHain thode karwePar jaanan hum munafiq nahi
Izhaar yeh keIs aziyat ki ijaazat nahiMaana hai karwePar jaanan munafiq nahi
Tu balkhaaye haaye!Tham jaaye duniya meriJaanam mujhe aise na sataya kar
Jo tu muskuraye haayePheeka lagta hai har ik manzarJanaan thoda reham khaya kar
Thoda reham khaya karThoda reham khaya karThoda reham khaya karThoda reham khaya kar
Watch now
Kanwal Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Afusic, Hasan Raheem
Words by
Afusic, Hasan Raheem
Music by
Afusic, Hasan Raheem
Music label
Ali Soomro Music
Featuring
Afusic, Ali Soomro, Hasan Raheem, Najaf Bilgrami
Directed by
Shams Mansur
FAQ
Good to know
Who sings Kanwal?
Kanwal is performed by Afusic and Hasan Raheem.
Who wrote the lyrics for Kanwal?
The lyrics for Kanwal were written by Afusic and Hasan Raheem.
Who composed the music for Kanwal?
The music for Kanwal was composed by Afusic and Hasan Raheem.
Which music label released Kanwal?
Kanwal is associated with Ali Soomro Music.
Who is featured in Kanwal?
Afusic, Ali Soomro, Hasan Raheem and Najaf Bilgrami is featured in Kanwal.
Who directed Kanwal?
Kanwal was directed by Shams Mansur.
