आशिकों की कॉलोनी Aashiqon Ki Colony Lyrics in Hindi – O Romeo
आशिकों की कॉलोनी Aashiqon Ki Colony Lyrics in Hindi
कहिए क्या पेश करें दिल और जान हाजिर आशिकों की कॉलोनी में आपका मकान हाज़िर
इश्क का इत्र महंगा था, पर ले लिया शाम-ए-ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया जीने मरने के सामान सारे मिले
आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया। आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया। इश्क का इश्क महंगा था, पर ले लिया। शाम हम के लिए कुछ ज़हर ले लिया। जीने मरने के सामान सारे मिले। आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया। आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया।
हो आप जो महके यहाँ ऐसे दिल शाद हुआ लैला के आने से सेहरा आबाद हुआ
तेरा दीदार हुआ, सारा दिन पार हुआ आंखों का रोज़ा था, वक्त इफ्तार हुआ तेरा दीदार हुआ, सारा दिन पार हुआ आंखों का रोज़ा था, वक्त इफ्तार हुआ
आप मालिक मौका हो गए आज से दिल पे हक था, वही मांग कर ले लिया
इश्क दरिया आशिक है, दीवाना ने डूब कर ले लिया, पैर कर ले लिया डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया डूब कर ले लिया, तैर कर ले लिया आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया आशिकों की कॉलोनी में घर ले लिया
Aashiqon Ki Colony Lyrics - O Romeo
Kahiye Kya Pesh KareinDil Aur Jaan HaazirAashiqon Ki Basti MeinAapka Makaan Haazir
Ishq Ka Itar Mehnga ThaPar Le LiyaShaam-E-Gham Ke LiyeKuch Zehar Le Liya
Haaye Ishq Ka Itar Mehnga ThaPar Le LiyaShaam-E-Gham Ke LiyeKuch Zehar Le LiyaJeene Marne Ke SamaanSaare Mile
Aashiqon Ki Colony MeinGhar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le Liya
Ishq Ka Itar Mehnga ThaPar Le LiyaShaam-E-Gham Ke LiyeKuch Zehar Le Liya
Jeene Marne Ke Samaan Saare MileAashiqon Ki Colony MeinGhar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le Liya
Aa Haa…
Dard Anokhe Hai KuchAashiqon Ke YahanRaat Kat’Ti NahiChaandni Ke Tale
Ik Dhuaan Sa BharaRehta Hai Mod ParAahein Bharte HaiNukkad Pe Kuch Diljaley
Ho Ho..Dil Ke Behlane KoIk Bahana Hi Tha
Uske Ghar Ka PataPuch Kar Le LiyaUske Ghar Ka PataPuch Kar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le Liya
Aa Haa
Ho Aap Jo Mehke YahanAise Dil Shaad HuaLaila Ke Aane SeSehra Aabaad Huaa
Tera Deedaar HuaSaara Din Paar HuaAankhon Ka Roza ThaWaqt Iftaar Hua
Tera Deedaar Hua (Aa-Ha)Saara Din Paar Hua (Aa-Ha)Aankhon Ka Roza ThaWaqt Iftaar Hua (Iftaar Hua)
Udti Zulfon Ke MufflerSambhale HueShairon Ne Jo GharChowk Par Le Liya
Ik Tarannum Ki BauchharUdne LagiIk Udaasi KaSabne Asar Le Liya
O Shamma Jalti RahiHum Pighalte Rahe
Dil Jalane KaHumne Hunar Le Liya (Aa-Ha)Dil Jalane KaHumne Hunar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le Liya
Aap Maalik-Makaan Ho GayeAaj SeDil Pe Haq Tha WahiMaang Kar Le Liya
Ishq Darya-E-Aashiq HaiDeewanon Ne
Doob Kar Le LiyaTair Kar Le LiyaDoob Kar Le LiyaTair Kar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le Liya
Doob Kar Le LiyaTair Kar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le LiyaAashiqon Ki Colony MeinGhar Le Liya
Song Credits
Song: Aashiqon Ki Colony (आशिकों की कॉलोनी)
Album: O Romeo
Artist: Javed Ali, Madhubanti Bagchi
Actor: Disha Patani, Shahid Kapoor
Lyricist: Gulzar
Musician: Vishal Bhardwaj
Label: T-Series
