Ab Aaja
Rukhe rukhe hai, mausam ke lab bin tereSukhe pedon se ho gaye mere shaam savereIk ranj hai raah guzaro meinIk aag lagi gulzaron meinHar saans ghuli angaaron meinSun bhi le meri sadaAb aaja sanam phirun main bekararAb aaja sanam karun tera intazaar
Ab hai adhuri tere bina ratein ye saari meriAb hai adhure tere bin khwab ye saare mereTere bin na guzarne pe waqt tula haiTere bin jaise dard hawa mein ghula haiJaise chot hari hai jaise zakham khula haiMera jeena hua sazaAb aaja sanam phirun main bekararAb aaja sanam karun tera intazaar
Bin tere khali khaliTaaron bhara ho ke bhi aasamaSune raste saare suna suna sa haiSaara jahan
Tere bin tere bin ha tere binBerukhi se katate hai mere dinTere bin jaise jalti hai chand si rateinTere bin jaise khalti hai honthon ko baateinJaise kore waraqJaise khali dawateJaise sab kuch hai bewajahAb aaja sanam phirun main bekararAb aaja sanam karun tera intazaar
Watch now
Ab Aaja Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
FAQ
Good to know
Who sings Ab Aaja?
Ab Aaja is performed by Gajendra Verma and Jonita Gandhi.
Who wrote the lyrics for Ab Aaja?
The lyrics for Ab Aaja were written by Aseem Ahmed Abbasee.
Who composed the music for Ab Aaja?
The music for Ab Aaja was composed by Gajendra Verma.
