Nasha Lyrics – Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Nasha Lyrics
Nasha nasha hai ada, Ada ka nasha nasha, Ada ka nasha hai.
Mujhe teri aankh se teri saans se, Dheere dheere hone laga hai, Karne laga hai dil dekho manmaaniyan.

Ek angara dekha hai yara, Chalta sharara tera nazara, Hai dughmagana mujhko zara sa, Palke uthana takna dobara.
Nasha nasha hai ada, Ada ka nasha nasha, Ada ka nasha hai.
Mujhe teri aankh se teri saans se, Dheere dheere hone laga hai, Karne laga hai dil dekho manmaaniyan.
Mujhe teri aankh se teri saans se, Dheere dheere hone laga hai, Karne laga hai dil dekho manmaaniyan.
Nasha nasha hai ada, Ada ka nasha nasha, Ada ka nasha hai.
Bijli si chamki lipti tu humse, Saansein thamhi aur chali ek dum se, Udta phirun main ab toh kasam se, Na baaz aana aise sitam se.
Nasha nasha hai ada, Ada ka nasha nasha, Ada ka nasha hai.
Mujhe teri aankh se teri saans se, Dheere dheere hone laga hai, Karne laga hai dil dekho manmaaniyan.
Mujhe teri aankh se teri saans se, Dheere dheere hone laga hai, Karne laga hai dil dekho manmaaniyan.
Nasha nasha hai ada, Ada ka nasha nasha, Ada ka nasha hai.
Song Credits
Song: Nasha
Artist: Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Lyricist: Javed Ali
Musician: Ustad Rahat Fateh Ali Khan
Label: Ustad Rahat Fateh Ali Khan PME