Now readingJubin Nautiyal

Bewafa Tera Masoom Chehra

Bewafa Tera Masoom Chehra

Bewafa Tera Masoom Chehra

Woh bhi kya din the yaarTumhe dekhkar saariYaade taza ho gayiTumhare gale khanakAur ayat ki payal ki chanakPoora mohalla gunj uthta tha
Dil laga bhi liyaIshq bhi kar liyaChandni raat meinHumnein taare gine
Dil laga bhi liyaIshq bhi kar liyaChandni raat meinHumnein taare gine
Khwaab jaisa koyiKhwaab thi zindagiNeend tuti toh aayaSamajh ye hume
Raah woh jispe main chal raha thaUski koi bhi manzil nahi hai
Bewafa tera masoom chehraBhool jaane ke kabil nahi haiBewafa tera masoom chehraBhool jaane ke kabil nahi hai
Bewafa tera masum chehraBhool jaane ke kabil nahi haiKhoobsurat bahot hain tu lekinDil lagane ke kabil nahi hai
Bewafa tera masoom chehraBhool jaane ke kabil nahi haiBhool jaane ke kabil nahi hai
Ho meri yaado se tu aaj tak na gayaAankh mein barishein teri maujood haiMeri yaado se tu aaj tak na gayaAankh mein baarishein teri maujood hai
Aaj bhi mehfilon mein tere aur mereNaam pehle ki tarah hi mashoor haiMere barbaadiyon ki wajah meinKehte hai ki tu shamil nahi hain
Qatal baazar mein ho chuka huFirbhi tu mera kaatil nahi hain
Bewafa tera masoom chehraBhul jaane ke kabil nahi haiBhul jaane ke kabil nahi hai
Kabhi iss ore kabhi uss oreChale jate hoMohabbat hamse wafa ghairon seYe hunar kahan se laate ho
Karwat badal leta hu main aaj-kalJo kabhi mere khwabon meinTum chale aate ho
Jhuthi wafayon ki jhoothi kahani haiTune sunai mujheMere liye to khuda bhi tha jhoothaMain sach maan baitha tujhe
Jhuthi wafayon ki jhoothi kahani haiTune sunai mujheMere liye to khuda bhi tha jhoothaMain sach maan baitha tujhe
Saare ke saare zakham hai sambhaleJo tune diye the mujheAb dhadakta hai seene mein mereHain wo pathar koi dil nahi hai
Zindagi bhar jise maine chahaZindagi bhar jise maine chahaMarke bhi mujhko hasil nahi hai
Bewafa tera masoom chehraBhool jaane ke kabil nahi haiBhool jaane ke kabil nahi haiBhul jaane ke kabil nahi hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Bewafa Tera Masoom Chehra Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Bewafa Tera Masoom Chehra?

Bewafa Tera Masoom Chehra is performed by Jubin Nautiyal.

Who wrote the lyrics for Bewafa Tera Masoom Chehra?

The lyrics for Bewafa Tera Masoom Chehra were written by Rashmi Virag.

Who composed the music for Bewafa Tera Masoom Chehra?

The music for Bewafa Tera Masoom Chehra was composed by Rochak Kohli.

Which music label released Bewafa Tera Masoom Chehra?

Bewafa Tera Masoom Chehra is associated with T-Series.