Now readingAlka Yagnik

Mirchi Lagi Toh

Mirchi Lagi Toh

Mirchi Lagi Toh

Main toh rastey se ja raha thaMain toh bhel puri kha raha thaMain toh ladki ghuma raha tha
Haan rastey se ja raha thaBhel puri kha raha thaLadki ghuma raha thaTha, tha arey re re re
Tujhko mirchi lagi to main kya karunTujhko mirchi lagi to main kya karun
Main toh raste se ja rahi thiMain toh ice cream kha rahi thiOh main toh naina lada rahi thi
Raste se ja rahi thiIce cream kha rahi thiNaina lada rahi thiThi, thi arey re re re
Tujhko mirchi lagi toh main kya karoonTujhko mirchi lagi toh main kya karoon
Wo purane yaadgar geet!
Jale chahe saara zamaanaChahe tujhe tera deewaana
Jale chahe saara zamaanaChahe tujhe tera deewaanaSang tere main bhag jaaunNazar kisi ko bhi na aaun
Arey log dilwalon se yaar jalte haiKaise bataun kya kya chal chalte hai
Main toh gaadi se ja raha thaMain toh seeti baja raha thaMain toh topi phira raha tha
Arey gaadi se ja raha thaSeeti baja raha thaTopi phira raha thaTha, tha arey re re re
Tujhko dhakka laga toh main kya karoonTujhko dhakka laga toh main kya karoon
Hello?Aap jis number ko call kar rahe haiWo abhi pyaar mein hai
Nayi koyi picture dikha deMujhe kahin khana khila de
Nayi koyi picture dikha deMujhe kahin khana khila deZara nigahon se pila dePyaas mere dil ki bujha de
Aaj tujhe jee bharke pyar karna haiTeri nigahon se deedaar karna hai
Main toh thumka laga rahi thiMain toh geet koyi gaa rahi thiHo main toh chakkar chala rahi thi
Thumka laga rahi thiGeet koyi gaa rahi thiChakkar chala rahi thiThi, thi arey re re re
Teri nani mari toh main kya karoonTeri nani mari toh main kya karoonTujhko mirchi lagi toh main kya karoonTujhko mirchi lagi toh main kya karoon
Aye coolie!
Tujhko mirchi lagi toh main kya karunTujhko mirchi lagi toh main kya karunTeri nani mari toh main kya karunTujhko mirchi lagi toh main kya karun
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Mirchi Lagi Toh Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Mirchi Lagi Toh?

Mirchi Lagi Toh is performed by Alka Yagnik and Kumar Sanu.

Which album is Mirchi Lagi Toh from?

Mirchi Lagi Toh appears on the album Coolie No. 1.

Who wrote the lyrics for Mirchi Lagi Toh?

The lyrics for Mirchi Lagi Toh were written by Sameer.

Who composed the music for Mirchi Lagi Toh?

The music for Mirchi Lagi Toh was composed by Anand-Milind.

Which music label released Mirchi Lagi Toh?

Mirchi Lagi Toh is associated with Tips Music.

Who is featured in Mirchi Lagi Toh?

Sara Ali Khan and Varun Dhawan is featured in Mirchi Lagi Toh.