Now readingSanam Puri

Mere Samne Wali Khidki Mein

Mere Samne Wali Khidki Mein

Mere Samne Wali Khidki Mein

Hmm hey hey
Mere samne wali khidki meinEk chand ka tukda rehta hai
Mere samne wali khidki meinEk chand ka tukda rehta haiAfsos ye hai ke vo hamseKuch ukhda ukhda rehta hai
Mere samne wali khidki meinEk chand ka tukda rehta hai
Jis roz se dekha hai uskoHum shamaa jalaana bhool gaye
Jis roz se dekha hai uskoHum shamaa jalaana bhool gayeDil thaam ke aise baithe hainKahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pehar in aankhon meinKoi chanchal mukhda rehta hai
Mere samne wali khidki meinEk chand ka tukda rehta hai
Barsaat bhi aakar chali gayiBaadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayiBaadal bhi garaj kar baras gayePar uski ek jhalak ko humAye husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon kiDin raat ye dukhda rehta hai
Mere samne wali khidki meinEk chand ka tukda rehta haiAfsos ye hai ke vo hamseKuch ukhda ukhda rehta hai
Mere samne wali khidki meinEk chand ka tukda rehta hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Mere Samne Wali Khidki Mein Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Mere Samne Wali Khidki Mein?

Mere Samne Wali Khidki Mein is performed by Sanam Puri.

Who wrote the lyrics for Mere Samne Wali Khidki Mein?

The lyrics for Mere Samne Wali Khidki Mein were written by Rajendra Krishan.

Who composed the music for Mere Samne Wali Khidki Mein?

The music for Mere Samne Wali Khidki Mein was composed by R.D. Burman.