Sunn
Tujhme hi tha magan mainTu hi man mein aur badan meinBas bawara sa lapata tha mann
Jabse gaya tu janaMera chin gaya thikanaBahar main hass raha aur bheetar sunn
Nayi nayi raatein aur hara bhara din thaNa toh koyi stress thi aur na thi koyi chintaNa thi koyi bediyan na toh koyi pinjraBina kam kiye bas pade rehte bindaas
Apni hi dunia thi apna tha kingdomYari apni jaise thi timon aur pumbaaGin raha bikhari un yaadon koMain din raat khoja maineKafi tere jaisa nahi koyi mil raha
Gaane bane khushiyon ke chhupe chhupe gam meinChahton ki kami nahi par kuch naate kamm haiKuch aaj wala kuch purana chahu lamheinKaise sab palat gaya achanak hua achambik
Meethe pal chote saari safar hai lambeChhod ke kyu jati nahi ab bhi mere sang haiDil mera kam hai aur kaleja mera gam meinAadha hissa zinda aur aadha pada num hai
Sunn baby, hu main sunn babyHaan main hu crazy jaanu sun rahi haiAb mumbai mein toh sukoon nahi haiAb sunke bhi bas goonje cheekh
Khaule khoon baby naa kar zoom babyHaan main hun bhaybheetTera hu headache mana hun main latePar umeedein kabhi mudke dekhTera sunn hai
Tujhme hi tha magan mainTu hi man mein aur badan meinBas bawara sa lapata tha mann
Jabse gaya tu janaMera chin gaya thikanaBahar main hass raha aur bheetar sunn
Kashmakash aur sach mein kash mein hoonAst vyast aur past dhvast meib sunnTrust me baby ab bas nahi vash mainAb hu main desperatе aur hu main frustrate
Sab hasne lagte wahi sunke masleHu main ab woh shakhs jo hai teri yash meinMere andar dafan hai us waqt ke sapneMujhe rab ne sab diya but tu nahi luck mein
Thodi dharti dede mere farsh peTu hi dard mera aur marz bhiThori mercy de dafan barf meinTujhe charsi jaise karu search main
Main vardi mein khada farz meinTabhi marzi nahi karu arz meinPar ladki har samay tu purse meinTu tarz mein aur mere verse mein
Bure harsh mein khada church meinHu atpata sa by birth meinPar chatpata raha tere dard meinMera dard kaise karu kharch mein
Ab earth nahi bacha earth meinMain tar hu jaana tere karz meinPal bhar mein bas mujhe sparsh deJust tell me baby that you’re hurting me
Maine bahot koshishein kiFir bhi kuch toh pad gaya kammSocha tu rahegi hamdamToota jaana mera ye bhram
Milke bhi na mil sake humBas is baat ka mujhe ghamBahar khilkhila raha hu mainBheetar se pada hu main nam
Tujhme hi tha magan mainTu hi man mein aur badan meinBas bawara sa lapata tha mann
Jabse gaya tu janaMera chin gaya thikanaBahar main hass raha aur bheetar sunn
Watch now
Sunn Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Dino James, Sanah Moidutty
Words by
Dino James
Music by
Nilesh Patel
Music label
Sony Music India
FAQ
Good to know
Who sings Sunn?
Sunn is performed by Dino James and Sanah Moidutty.
Who wrote the lyrics for Sunn?
The lyrics for Sunn were written by Dino James.
Who composed the music for Sunn?
The music for Sunn was composed by Nilesh Patel.
Which music label released Sunn?
Sunn is associated with Sony Music India.
