Rozaana Lyrics – Jolly 1995 | Shivang Upadhyay
Rozaana Lyrics
Hua hua ye dil ko kya hua Lagi lagi isey kiske dua Rahe rahe shehar mein khwabon ke Ude ude kabhi ban ke hawa
Jo tum mil gaye main hoon laapata Hua aisa pehli dafa
Rozaana rozaana rozaana rozaana Ishq mein yun doob jaana doob jaana Rozaana rozaana rozaana rozaana Ishq mein yun doob jaana doob jaana
Leke aaya hai teri galiyon mein Khinch ke mujhko ishq yun Lautne ko na ab toh raazi hai Ye kadam mere kya karun
Tu nahi sath mein fir bhi nazdeek hai Mere jeene ki banke wajah
Rozaana rozaana Yaadon mein yun kabhi mil jaana Rozaana rozaana Yaadon mein yun kabhi mil jaana
Song Credits
Song: Rozaana
Album: Jolly 1995
Artist: Shivang Upadhyay
Actor: Eshaan Shanker, Nida Chakraborty
Lyricist: Atiya Sayyed
Musician: Anamik Chauhan
Label: Zee Music Company
