Kitna Maza Aayega Lyrics – Gajendra Verma

Kitna Maza Aayega Lyrics

Soch! kitna maza aayega, Jab hum tum, Pahado ke shehar mein rahenge, Aur tere mere din bhi kuch, Ghanto mein guzrenge.
Soch! kitna maza aayega, Jab hum tum bas, Ek hi sadak pe chalenge, Hathon mein haath liye, Bas baatein karenge.
Baatein, kuch anjaani si, Kuch nakli si, kuch deewaani si, Oh humpe yeh samaa bhi muskurayega, Soch kitna mazza ayega, Ha ha ha ha ha haa, ha, ha ha, Maza aayega, Ha ha ha ha ha ha, haa, ha ha.
Aam ka paudha, Jo bachpan mein boya tha, Ek raja ka beta, Jo jungle mein khoya tha.
Ek aam ka paudha, Jo bachpan mein boya tha, Ek raja ka beta, Jo jungle mein khoya tha.
Oh teri ye sab baatein, Mujhe acchi lagti hain, O jab tu choti si, Aur pyari si 5 saal ki, Ek bachi lagti hai.
Ho o koi purana kissa tere chehre pe, Hansi layega, Soch kitna maza aayega, Ha ha ha ha ha ha, haa, ha ha, Maza aayega, Ha ha ha ha ha ha, haa, ha ha.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kitna Maza Aayega

Album: Summary - Chapter 02

Artist: Gajendra Verma

Actor: Gajendra Verma, Manasi Moghe

Lyricist: Gajendra Verma

Musician: Gajendra Verma

Label: Gajendra Verma