Satane Lage Ho
Bada satane lage hoBada satane lage hoMujhe rulane lage hoKarte kuch bhi nahiJatane lage ho
Roj roj roye hain bin aasuon keKehte hai wo kuch saha hi nahiPyar kam ho gaya ya raha hi nahiMaine sab keh diya tumne suna bhi nahi
Aankhon se aankhein mila kar wo boleJhooth the wo jhooth jo bhi bole hass keDil ko dilase diye maine kaafiSudhar jayenge wo na rahe bas mein
Sath ho tum mere fir bhi lagne laga haiKe sath mein mere koyi raha hi nahi
Pyar kam ho gaya ya raha hi nahiMaine sab keh diya tumne suna bhi nahiPyar kam ho gaya ya raha hi nahiMaine sab keh diya tumne suna bhi nahiTumne suna bhi nahi
Wo thi hakikat ya ye sach hai teraToot kar kabhi tune chaha tha mujheKaise wo bhule wo chahat ki baateinRoothne pe mere manaya tha mujhe
Ishq itna tha hum dono ke darmiyanKisi aur ka karam maine chuna hi nahi
Pyar kam ho gaya ya raha hi nahiMaine sab keh diya tumne suna bhi nahiPyar kam ho gaya ya raha hi nahiMaine sab keh diya tumne suna bhi nahi
Khud ko wafadaarMujhe bewafa batate phir rahe hoKyun mujhe itna satate phir rahe hoPoore ka poora azma liya haiPhir bhi dil nahi bharaJo ab mera sabar ajmate phir rahe ho
Watch now
Satane Lage Ho Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Ninja
Words by
Karam
Music by
Gaurav Dev, Kartik Dev
Music label
Ninja Official
Featuring
Ninja, Ruhi Singh
FAQ
Good to know
Who sings Satane Lage Ho?
Satane Lage Ho is performed by Ninja.
Who wrote the lyrics for Satane Lage Ho?
The lyrics for Satane Lage Ho were written by Karam.
Who composed the music for Satane Lage Ho?
The music for Satane Lage Ho was composed by Gaurav Dev and Kartik Dev.
Which music label released Satane Lage Ho?
Satane Lage Ho is associated with Ninja Official.
Who is featured in Satane Lage Ho?
Ninja and Ruhi Singh is featured in Satane Lage Ho.
