Main Sharabi Lyrics – Rajeev Raja
Main Sharabi Lyrics
Jaam hathon mein lene ki hasrat nahi Mujhko peene pilane ki fursat nahi Arey main sharabi nahi mujhko bottle na do Main sharabi nahi mujhko bottle na do Wo nazar se pilaye toh main kya karun
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Khoobsurat yeh chehra nigahon mein hai Nigahon mein hai, nigahon mein hai Kya nasha teri qatil adayon mein hai Adayon mein hai, adayon mein hai
Teri khatir mein duniya me badnam hu Teri khatir mein duniya me badnam hu Phir bhi tu bhul jaye to me kya karun
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Saaki ne ghol di jawani sharab mein Saaki ne ghol di jawani sharab mein Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein
O re mujhko toh in dilli walon ki Niyat pe shak hai Kambakht ne mila diya pani sharab mein Kambakht ne mila diya pani sharab mein
Ishq ki wardat kuch bhi na thi Badh gayi baat baat kuch bhi na thi Mere peene ke hain yeh sab jhagde Mai na peeta to baat kuch bhi na thi
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Saaki ne ghol di jawani sharab mein Saaki ne ghol di jawani sharab mein Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein Kuch nukhs aa gaya purani sharab mein
O re mujhko to in dilli walon ki Niyat pe shak hai Kambakht ne mila diya pani sharab mein Kambakht ne mila diya pani sharab mein
Ishq ki wardat kuch bhi na thi Badh gayi bat bat kuch bhi na thi Mere peene ke hain ye sab jhagde Mai na peeta to baat kuch bhi na thi
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
Main sharabi sharabi Main sharabi sharabi Main sharabi
        Song Credits
Song: Main Sharabi
Artist: Rajeev Raja
Lyricist: Faizan Hasan Nizami
Musician: DJ Sheizwood
Label: SR Brothers
