Aur Pyaar Karna Hai Lyrics – Guru Randhawa | Neha Kakkar
Aur Pyaar Karna Hai Lyrics
Abhi tumhe aur hume Aur pyaar karna hai Abhi tumhe aur hume Aur beshumar karna hai Jab talak jahan se bichadna hai
Abhi tumhe aur hume Aur pyar karna hai Abhi tumhe aur hume Beshumar karna hai
Abhi hume muddaton Dilon ki baat karni hai Abhi bahut si baarishein Sath gujarni hai
Ho kabhi bhi koi ashq jo teri Aankh bheegana chahega Tujhse pehle in aankhon mein Aake wo ruk jayega Aake wo ruk jayega
Abhi tumhe aur hume Yeh ikraar karna hai Abhi tumhe aur hume Aur pyaar karna hai
Kayi khwahishon ko poora karna hai Kayi dhoop chhaon se gujarna hai Khushgawar khwabon ko In hansi palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam Jab talak ki saanson ka chalna hai
Abhi tumhe aur hume Aur pyaar karna hai Abhi tumhe aur hume Aur pyaar karna hai
Song Credits
Song: Aur Pyaar Karna Hai
Artist: Guru Randhawa, Neha Kakkar
Actor: Guru Randhawa, Neha Kakkar
Lyricist: Sayeed Quadri
Musician: Sachet-Parampara
Label: T-Series
