Blanko Lyrics – King
Blanko Lyrics
Sach bol na jaana Tu mujhse door kyun hai?
Tu ek din mil jayegi Yeh mera fitoor hai
Maahi ve jo tu na mila To phir kya hua? Teri yaadon mein Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua Sach ho na saki Main karta bhi kya
Maine din bhi sudhaar liye Kapde bhi sawaar liye Abhi kitna kama rahe Tune chhote hi sawaal kiye
Tera zikar chhupa liya Aur khud se malaal kiye Na soch sakoge tum Humne itne kamaal kiye
Afsos hota hai bas Humein is baat ka Tum dil mein jaana Kabhi nahi jhaanke
Tum humse aisa pyar Kabhi kar na sake Jaisi tum humse karte the baatein
Sach bol na jaana Tu mujhse door kyu hai?
Tu ek din mil jayegi Ye mera fitoor hai
Maahi ve jo tu na mila To phir kya hua? Teri yaadon mein Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua Sach ho na saki Main karta bhi kya
Faslon mein bhi raza teri Mushkilon mein kyun wafa meri Main hasun na khwahishein teri Tu roye na ye dua meri
Jo mujhse door jayegi Toh jaana toot jayegi Yeh duniya hai khayalon ki Tu sach mein ruth jayegi
Main tujhse kya chhupaunga Tu mujhko kya btayegi Tu jab bhi aankhein band karle Saamne mujhko payegi
Sach bol na jaana Tu mujhse door kyu hai? Tu ek din mil jayegi Yeh mera fitoor hai
Maahi ve jo tu na mila To phir kya hua? Teri yaadon mein Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua Sach ho na saki Main karta bhi kya
Jo tu na mila To phir kya hua? Teri yaadon mein Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua Sach ho na saki Main karta bhi kya
Song Credits
Song: Blanko
Album: The Gorilla Bounce
Artist: King
Actor: Drutika Singh, King
Lyricist: King
Musician: Section 8