Ghalat Fehmi Lyrics – Superstar | Asim Azhar, Zenab

Ghalat Fehmi Lyrics

Jaayein kahan hain wafa yahan Raahegaan sahebaan jo laga tha kabhi Wo fareb-e-nazar aasaman Ab sharafat nahi yeh riwayat nahi baaki
Ho kisi ke kadar Aisi aadat nahi baaki
Aisa nahi kahin koyi hai Ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apnapan Ehsaas ki raah chuni hai
Tarasti hain nigahein meri Takti hain raahein teri Suni kabhi aahein meri Yeh kaise main bataun tujhe Soti nahi aankhein meri Kat ti nahi raatein meri
Ke khwahishon pe khwabon ki Barishein hazabon ki Kahan gayi dhoop mere Hisse ke sawabo ki
In dard bhare naalo pe Kar karam sawalo pe Kyun sitam hai tera Tere chahne walo pe
Tarasti hain nigahein meri Takti hain raahein teri Chahiye panaah teri Yeh kaise main bataun tujhe Soti nahi aankhein meri Kat ti nahi raatein meri
Dhal nahi jaate pal nahi jaate Doobti hai saansein Dil aise bhar jaate
Jaate hue lamhon ko Paas bulata hai Thodi si bhi doori dil Seh nahi paata hai
Sab hai dikhave jhoothe pehrave Ek hi kadam laye 100 100 pachtave
Sach tha ya ghalat fehmi Par khwaab nahi jud paate Dukh dete jaan leti hai Taras zara nahi khate
Sach tha ya ghalat fehmi Par khwaab nahi jud paate Dukh dete jaan leti hai Taras zara nahi khate
Tarasti hain nigahein meri Takti hain raahein teri Chahiye panaah teri Yeh kaise main bataun tujhe Soti nahi aankhein meri Kat ti nahi raatein meri
Ke khwahishon pe khwabon ki Barishein hazabon ki Kahan gayi dhoop mere Hisse ke sawabo ki
In dard bhare naalo pe Kar karam sawalo pe Kyun sitam hai tera Tere chahne walo pe
Aisa nahi kahin koyi hai Ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apnapan Ehsaas ki raah chuni hai
Aisa nahi kahin koyi hai Ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apnapan Ehsaas ki raah chuni hai
Aisa nahi kahin koyi hai Ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apnapan Ehsaas ki raah chuni hai
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Ghalat Fehmi

Album: Superstar

Artist: Asim Azhar, Zenab Fatimah Sultan

Lyricist: Shakeel Sohail

Musician: Saad Sultan

Label: Asim Azhar