Baarish Ki Jaaye Lyrics – B Praak | Nawazuddin Siddiqui

Baarish Ki Jaaye Lyrics

Ye suraj se bhi keh do Ke apni aag bujha ke kare Ye suraj se bhi keh do Ke apni aag bujha ke kare
Agar usse baatein karni hai To fir nazar jhuka ke kare To fir nazar jhuka ke kare
Taare uske haath mein hone hi chahiye Jugnu uske saath mein sone hi chahiye Oh khushbuon se uski sifarish ki jaaye Oh khushbuon se uski sifarish ki jaaye
Aye khuda tu bol de tere badalon ko Aye khuda tu bol de tere badalon ko Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Ye suraj se bhi keh do Ki apni aag bujha ke kare Agar usse baatein hai karni To nazarein jhuka ke kare
Oh ye suraj se bhi keh do Apni aag bujha ke kare Agar usse baatein karni hai To nazarein jhuka ke kare
Mohabat jaani ki poori khwahish ki jaaye Mohabat jaani ki poori khwahish ki jaaye
Aye khuda tu bol de tere badalon ko Aye khuda tu bol de tere badalon ko Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye Yaar hass raha hai baarish ki jaaye
Haye aashiq ho jaane mein Kitna wakt lagta hai Rab ke ghar me aane mein Kitna wakt lagta hai
Dekha use to ye malum hua Ke jannat ko paane mein Kitna waqt lagta hai
Ye jamana jaane na kya kara sakti hai Ho yaar mere ki nazarein hai Dariyaa dooba sakti hai
Uska bas chale to sara dariya pee jaaye Uska bas chale to sara dariya pee jaaye
Aye khuda aye khuda Aye khuda tu bol de tere badalon ko Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye Yaar hass rahaa hai baarish ki jaaye
Aye khuda tu bol de tere badalon ko Mera yaar hass raha hai baarish ki jaaye Yaar hass rahaa hai baarish ki jaaye Baarish ki jaaye
Na duniya ke liye likhte Na mere liye likhte Na duniya ke liye likhte Na mere liye likhte
Ha haa haa Ghalib jinda hote to tere liye likhte Ghalib jinda hote to tere liye likhte
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Baarish Ki Jaaye

Artist: B Praak, Nawazuddin Siddiqui

Actor: Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma

Lyricist: Jaani

Musician: B Praak

Label: Desi Melodies