Teri Aadat Lyrics – Abhi Dutt
Teri Aadat Lyrics
Tu door huya hai jabse, Man bawara kyun tarse, Raahein agar ye juda thi, Kyun sath tha ik umar se.
Teri aadat jo lagi hai, Use kaise main bhulaun, Ye kahani mere dard ki, Kisko jaake sunaun.
Tu wajah hai har wajah ki, Bewajah huya main ab se, Tu wajah hai har wajah ki, Bewajah huya main ab se.
Teri tadap mein waqt ka katra, Lagta hai dariya kyun mujhe, Shart bata de ya phir saza de, Hai kya raza bayaan kar mujhe.
Kaise juda ho jaaun, Dekha tujhe hai kurbat se, Raahein agar ye juda thi, Kyun sath the ek umar se.
Teri aadat jo lagi hai, Usey kaise main bhulaun, Ye kahani mere dard ki, Kisko jaake sunaun.
Tu wajah hai har wajah ki, Bewajah huya main ab se, Tu wajah hai har wajah ki, Bewajah huya main ab se.
Teri aadat jo lagi hai, Use kaise main bhulaun, Ye kahani mere dard ki, Kisko jaake sunaun.
Song Credits
Song: Teri Aadat
Artist: Abhi Dutt
Actor: Anushka Sen, Siddharth Nigam
Lyricist: Ishaan Khan
Musician: Aishwariya Tripathi
Label: BLive Music