Hai Pyaar Kya Lyrics – Jubin Nautiyal
Hai Pyaar Kya Lyrics
Hai pyar kya? Mil jaaye toh aasmaan Hai pyar kya? Mil jaaye toh dastaan Manzil kahoon, tujhko main ya Hasrato ka jaise karwa
Hai pyar kya? Mil jaye toh aasmaan Hai pyar kya? Mil jaye toh dastaan
Mausam kahu tujhko main ya Khilti hui shaam ki badliyan
Hai pyar kya kisko pata Hai pyar kya tu hi bata Hai pyar kya kisko pata Hai pyar kya tu hi bata
Subah kahu tujhko main ya Sargame yun lipta dhuyaan
Seene mein jaan baaki hai Iss pyaar ki pehchan baaki hai
Kaise rukoon ae dil bata Ek katra armaan baaki hai
Hai pyar kya? Mujhko jo ho gaya Hai pyar kya? Kya ye tujhko bhi huya
Song Credits
Song: Hai Pyaar Kya
Artist: Jubin Nautiyal
Actor: Jubin Nautiyal, Kritika Kamra
Lyricist: Rocky khanna
Musician: Rocky-Jubin
Label: T-Series
