Ohh Yaara
Aansuon ki baarisheinAankhon se beh gayiKhwabon ki imarteinIk pal mein dheh gayi
Kis se kahun kaise kahunEhsaas hai tu meraTu chala gaya dil se magarAankhon mein tera chehra
Ab bhi rehta hai tu mujh meinMain khoya rehta hu tujh meinTu hi to mera sahara
Oh yaara oh yaara ohh yaaraOh yaara oh yaara ohh yaara
Aansuon ki baarisheinAankhon se beh gayiKhwabon ki imarteinIk pal mein dheh gayi
Aansuon ki baarisheinAankhon se beh gayiKhwabon ki imarteinIk pal mein dheh gayi
Bahut kahan bahut sunaPar tune ik na suni
Bahut kahan bahut sunaPar tune ik na suniKismat mein meri tu nahiPhir kyun hai tujhpe yakeenPhir kyun hai tujhpe yakeen
Ab bhi tadpaa hai tu mujh meinAb bhi dhadka hai tu mujh meinTu hi to mera sahara
Oh yaara oh yaara ohh yaaraOh yaara oh yaara ohh yaaraYaara oh oh ho
Aansuon ki baarisheinAankhon se beh gayiKhwabon ki imarteinIk pal mein dheh gayi
Jeena nahi tere binaGhut ghut ke ab yun mujhe
Oh ho ho jeena nahi tere binaGhut ghut ke ab yun mujheMar bhi jaaun main agarUff na karunga main tujheUff na karunga main tujhe
Yaadein hai teri is dil meinTere bin hu main mushkil meinTu hi to mera sahara
Oh yaara oh yaara ohh yaaraOh yaara oh yaara ohh yaara
Watch now
Ohh Yaara Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Javed Ali
Words by
Vishal Samrat
Music by
Rashid Khan
Music label
Zee Music Company
Featuring
Ashwini Chander, Ruslaan Mumtaz
FAQ
Good to know
Who sings Ohh Yaara?
Ohh Yaara is performed by Javed Ali.
Who wrote the lyrics for Ohh Yaara?
The lyrics for Ohh Yaara were written by Vishal Samrat.
Who composed the music for Ohh Yaara?
The music for Ohh Yaara was composed by Rashid Khan.
Which music label released Ohh Yaara?
Ohh Yaara is associated with Zee Music Company.
Who is featured in Ohh Yaara?
Ashwini Chander and Ruslaan Mumtaz is featured in Ohh Yaara.
