Papa Lyrics – Abhinav Shekhar

Ungli pakad ke sikhaya tha Kaise jiye zindagi Bigde raaho mein Halaton se darke na rukna kabhi
Bulaya khuda ne tumhe Aur mujhko rulaya tabhi
Simat gaya wo aangan Jab se sham ko ghar nahi aate ho Simat gaya wo aangan Jab se sham ko ghar nahi aate ho
Tham gayi meri khushiyan Papa yaad bahot tum aate ho Papa yaad bahot tum aate ho Papa yaad bahot tum aate ho
Darta bhi tha aapse Par karta bahot pyaar tha Jahan se bhi ladta agar Apka sath har baar tha
Farz nibhaya tha jo aapne Jeene ka wo saar tha
Rab mere tum the Mere rom mein jo bas jate ho Har pal mere dil mein
Papa yaad bahot tum aate ho Papa yaad bahot tum aate ho Papa yaad bahot tum aate ho
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Papa