Yaad Na Aana Lyrics – Yash Narvekar | Akasa

Yaad Na Aana Lyrics

Tere bina kabhi, Shamein bhi ho meri, Ye socha na tha.
Tanhaai se meri yun hogi dosti, Ye socha na tha.
Ke aise hi zindagi, Kat jane de tu meri, Na mile na sahi.
Tujhse doori meri, Lagti hai mujhko sahi, Baat ye maan le tu meri.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Yaad na aana aana….
Tum bhi kabhi to, Kuch der hi par, Yaad karke mujhko, Sochte jaroor hoge.
Darmiyan humare, Galtiyan thi kitni, Ginte ginte ratein, Kat’te jaroor hoge.
Jane do jo hua, Mil jayega fir koyi, Yun guzar jayegi zindagi.
Tujhse doori meri, Lagti hai mujhko sahi, Baat ab ye maan le tu meri.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Yaad na aana aana….
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Yaad Na Aana

Artist: Akasa, Yash Narvekar

Actor: Pratik Deshmukh, Shristi Ganguly

Lyricist: Yash Narvekar

Musician: Filipe Survivial

Label: Sony Music India