Chinta Na Kar Lyrics – Hungama 2
Chinta Na Kar Lyrics
Tu nahi to main nahi, Main nahi to tu nahi, Sansein chale tu hai jahan, Main hoon wahin.
Tu nahi to main nahi, Main nahi to tu nahi, Tujhse meri sansein chale, Tu hai jahan main hoon wahin.
Chinta na na na na, Chinta na kar, Sath katenge hum, Zindagi ka safar.
Chinta na na na na, Chinta na kar, Sath katenge hum, Zindagi ka safar.
Main tere ishq mein, Bechain rehne lagi, Main tujhe de du jaan, Jaan meri kehne lagi.
Ek lamha bhi door na honge, Ek lamha bhi door na honge, Chahte na kabhi hongi kam.
Chinta na na na na, Chinta na kar, Sath katenge hum, Zindagi ka safar.
Chinta na na na na, Chinta na kar, Sath katenge hum, Zindagi ka safar.
Chal chale hum wahan, Behti mohabbat jahan, Tu jahan sath hai, Hai meri duniya wahan.
Meri manzil hai tu, Teri manzil hoon main, Meri manzil hai tu, Teri manzil hoon main.
Tujhpe main mar mitti, Main khatam.
Chinta na na na na, Chinta na kar, Sath katenge hum, Zindagi ka safar.
Oh chinta na na na na, Chinta na kar, Sath katenge hum, Zindagi ka safar.
Song Credits
Song: Chinta Na Kar
Album: Hungama 2
Artist: Nakash Aziz, Neeti Mohan
Actor: Meezaan, Pranitha Subhash
Lyricist: Sameer
Musician: Anu Malik
Label: Ishtar Music