Khuda Ke Baad
Dar tera chod karDar-Ba-Dar ho gayeHumsafar the magarBekhabar ho gaye
Poochti hai zameenPoochta hai falakKyun juda ho gayeSath the kal talak
Tum milo na miloAaoge humko yaad
Ja toh rahe ho chod keLekin ye rakhna yaadChaha zameen pe tumko haiMain ne khuda ke baadHar ambeyaa ke baad
Kuch din ke saath ke liyeDil se hai dhanyawaadChaha zamee pe tumko haiMain ne khuda ke baad
Gham nahi iskaTujhko paa na sakeGham hai iskaTujhe bhoola na sake
Tu ne peechaChuda liya hum seTeri yaadon seHum chuda na sake
Umar bhar humsafarTum kahin bhi rahoJate jate magarSach ye tum jaan lo
Rehte the rehte hoDil mein tum aabaad
Ja toh rahe ho chod keLekin ye rakhna yaadChaha zameen pe tumko haiMain ne khuda ke baadHar ambeyaa ke baad
Itna bata mujheKya hai mera qasoorPhir kis liye huyeHum paas aa ke door
Tum kahte ek dafaKya thee meri khataKyun nikle bewafaKyun kar diya barbaad
Ja toh rahe ho chod keLekin ye rakhna yaadChaha zameen pe tumko haiMain ne khuda ke baadHar ambeyaa ke baad
Watch now
Khuda Ke Baad Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Salman Ali
Words by
Arafat Mehmood
Music by
Arafat Mehmood, Romi Mukharjee
Music label
Elegant Eye Production
Featuring
Bhavin Bhanushali, Vaishnavi Rao
FAQ
Good to know
Who sings Khuda Ke Baad?
Khuda Ke Baad is performed by Salman Ali.
Who wrote the lyrics for Khuda Ke Baad?
The lyrics for Khuda Ke Baad were written by Arafat Mehmood.
Who composed the music for Khuda Ke Baad?
The music for Khuda Ke Baad was composed by Arafat Mehmood and Romi Mukharjee.
Which music label released Khuda Ke Baad?
Khuda Ke Baad is associated with Elegant Eye Production.
Who is featured in Khuda Ke Baad?
Bhavin Bhanushali and Vaishnavi Rao is featured in Khuda Ke Baad.
