Aye Mere Humsafar / Ab Mujhe Raat Din Lyrics – Palak-Armaan
Aye Mere Humsafar / Ab Mujhe Raat Din Lyrics
Tumko dekhe bina Chain milta nahi Dil pe ab to koi Zor chalta nahi
Har pal dhundhe nazar Tumko hi janeman Hadh se badhne lagaa Mera deewanapan Kaise na milegi manzil pyaar ki
Aye mere humsafar Ik jaraa intezaar Sun sadayein de rahi hai Manzil pyaar ki
Aye mere humsafar Ik jaraa intezaar Sun sadayein de rahi hai Manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam Do pal ka mehmaan Kaise na jayega andhera Kyun na thamega toofaan
Jaadu hai kaisa Dil ki lagi mein Doob gaya hu is bekhudi mein
Ab mujhe raat din Tumhara hi khyaal hai Ab mujhe raat din Tumhara hi khyaal hai
Kya kahu pyaar mein Deewano jaisa haal hai Deewano jaisa haal hai Tumhara hi khyaal hai
Aye mere humsafar Aye mere humsafar Aye mere humsafar Aye mere humsafar
Song Credits
Song: Aye Mere Humsafar / Ab Mujhe Raat Din
Artist: Armaan Malik, Palak Muchhal
Lyricist: Armaan Malik, Palak Muchhal
Musician: Abhijit Vaghani
Label: T-Series
