Khushi Jab Bhi Teri Lyrics – Jubin Nautiyal

Khushi Jab Bhi Teri Lyrics

Sari galiyan teri Jagmaga dunga main Har subah teri khud ko Bana dunga main
Sari galiyan teri Jagmaga dunga main Har subah teri khud ko Bana dunga main
Tu chalegi jo ghar se Nikal ke kahin To raste mein khud ko Bicha dunga main
Khuda jane mujhme Tu kya dekhti hai Main tujhme khuda ka Karam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Ho khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon To phir main kahan Apne gam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon To phir main kahan Apne gam dekhta hoon
Kayi roj tak Pani peeta nahi phir
Haan kayi roj tak Pani peeta nahi phir Main jab teri aankhon ko Nam dekhta hoon Khushi jab bhi teri
Ho tu dekhe na dekhe Hume gam nahi Magar tujhko dekhe Bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe Hume gam nahi Magar tujhko dekhe Bina hum nahi
Khyalon mein har pal Hi rehta hai tu Ye rehne ko jinda Hume kam nahi
Tere sath ke ek Lamhe mein bhi main Tere sath ke sau Janam dekhta hoon Khushi jab bhi
Tujhko kiya yaad Duniya bhulayi hai Seene mein aisi Lagan ik lagayi hai
Teri tanhai meri Jaan pe ban aayi hai Milne ki mangu dua Milne ki mangu dua
Nazar bhar ke jab Dekhta hoon tujhe main To zakhmo pe dil ke Marham dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon To phir main kahan Apne gam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon To phir main kahan Apne gam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Khushi jab bhi teri Khushi jab bhi teri
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Khushi Jab Bhi Teri

Artist: Jubin Nautiyal

Actor: Jubin Nautiyal, Khushali Kumar

Lyricist: A M Turaz

Musician: Rochak Kohli

Label: T-Series