Bepanah Ishq
Tu samne ho jahan bhi main jaunSanso se loon naam jyada teraTeri nigahon mein main muskuraunHar dard tera ho adha mera
Khwab mumkin huaaRaat se din huaaSirf tum aur hum hai ab yahan
Maine aasmaan pe likh diyaTu hai meri main hoon bass teraOh ret se samandar ki tarahAb ye ishq hoga bepanah
Maine aasmaan pe likh diyaMain teri hoon tu hai bass meraOh ret se samandar ki tarahAb ye ishq hoga bepanah
Manzile na jane kitneRaston ke bad aayi haiBekhatam mulakatein sauFaslon ke bad aayi hai
Ye hawaein jane kitniMausamo ke bad aayi haiRaahtein hamare dil koSau gamo ke bad aayi hai
Zindagi ke liyeMangte the tujheTu meri zindagi ban gaya
Maine aasmaan pe likh diaMain teri hoon tu hai bass meraOh ret se samandar ki tarahAb ye ishq hoga bepanah
Maine aasmaan pe likh diaTu hai meri main hoon bass teraOh ret se samandar ki tarahAb ye ishq hoga bepanah
Watch now
