Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics – Bhoot Police | Vishal Dadlani

Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics

Aaja karein wo galti, Jo hai sahi, Kya karen dil pe chalti, Hai nahi.
Aaja tu kar na deri, Aaj raat hoja meri, Subah fir bolenge yahi.
Raat gayi so baat gayi, Aa karte hai koi baat nayi, Raat gayi so baat gayi, Aa karte hai shuruaat nayi.
Ho aakhein batati hai, Ye saala dil tera, Vadon ka jhutha hai janab.
Aana nahi mujhe, Teri in baaton mein, Teri to niyat kharab.
Aakhein batati hai, Ye sala dil tera, Vadon ka jhootha hai janab.
Aana nahi mujhe, Teri in baaton mein, Teri to niyat kharab.
Main to hoon sidha banda, Samjhe kyun mujhko ganda, Mujhsa milega nahi.
Raat gayi so baat gayi, Aa karte hai koi baat nayi, Raat gayi so baat gayi, Aa karte hai shuruaat nayi.
Itni sharafat ka tune kya karna hai, Kuch der hoja beimaan aa aa an, Ye jo jawani hai kal ko to jani hai, Kuch aaj karle meri jaan.
Ho itni sharafat ka tune kya karna hai, Kuch der hoja beimaan, Ye jo jawani hai kal ko to jani hai, Kuch aaj karle meri jaan.
Dil mein jagah banale, Fir main tere hawale, Bin puche leja tu kahin.
Raat gayi so baat gayi, Aa karte hai koi baat nayi, Raat gayi so baat gayi, Aa karte hai shuruaat nayi.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Raat Gayi So Baat Gayi

Album: Bhoot Police

Artist: Asees Kaur, Vishal Dadlani

Lyricist: Kumaar

Musician: Sachin-Jigar

Label: Tips Official