O Saiyyonii Lyrics – Pawandeep Rajan | Arunita Kanjilal
O Saiyyonii Lyrics
Puch rahi hai meri justajoo Kya hai tu
O saiyyonii oh mitwa Oh sohneya oh mitwa Oh saiyyonii oh mitwa
Tu hai jaise koi paheli Jo na suljha paye dil Aaj hoke mujhse rubaru Bata bata bata kya hai tu
Tu kabhi son pari Tu kabhi desi girl Tu kabhi tikhi miri Tu kabhi mithi honey
Bata bata bata Kya hai tu
Tu kabhi mast magan Tu kabhi chaila sajjan Tu kabhi tez hawa Tu kabhi mehka pawan
Bata bata bata Kya hai tu
Badal mein chand jaise pyara lage Vaise pyara mujhe yaar lagta hai tu Pyari mujhe bhi lagti hai tu Lekin badi tez tarari hai tu
Tu hai jaise koi pahlei Jo na suljha paye dil Aaj hoke mujhse rubaru
Bata bata bata Kya hai tu
Tu kabhi gud ki dali Tu kabhi neem chadi Tu kabhi khilta kamal Tu kabhi kachi kali
Bata bata bata Kya hai tu
Tera mera silsila hai gajab Jane kahan humko le jayega Ye to jahan bhi le jayega Lekin deewana humko kar jayega
Tu hai jaise koi paheli Jo na suljha paye dil Aaj hoke mujhse rubaru
Bata bata bata Kya hai tu
Tu kabhi sapna lage Tu kabhi apna lage Tu kabhi laad kare Tu kabhi mujhse lade
Bata bata bata Kya hai tu
Bata bata bata Kya hai tu
Arre ab to bata kya hai tu? Tera aashiq aur tu Arre wo to bad mein bataungi
Song Credits
Song: O Saiyyonii
Album: Himesh ke dil se
Artist: Arunita Kanjilal, Pawandeep Rajan
Lyricist: Himesh Reshammiya
Musician: Himesh Reshammiya
Label: Himesh Reshammiya Melodies
