Barbaadiyan Lyrics – Shiddat

Barbaadiyan Lyrics

Na koi lakeeren na dayre Ishq mein had hoti nahi Itna behad hota hai ke Ye fitoori ghat-ti nahi

Ho jana hai ek baar teri rooh ke paar Main to reh ke kinare pe thakeya
Ho tera chadheya khumaar Tere bin mere yaar Is jag mein nahi kuch rakheya
Barbaadiyan tumse hi hai Aabaadiyan tumse hi hai Ab kya galat aur kya sahi Jab roohdariyan tumse hi hai

Madhoshiyan hai madhoshiyan In nigaahon mein teri hai madhoshiyan Doob jaaneyan aise doob jaaneyan Fir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan

Ho kaisi lagan hai yaar lagi jo is baar Rati din bas naam tera ratteya
Ho tera chadheya khumaar Tere bin mere yaar Is jag mein nahi kuch rakheya
Barbaadiyaan tumse hi hai Aabaadiyan tumse hi hai Ab kya galat aur kya sahi Jab roohdariyan tumse hi hai
Barbaadiyaan tumse hi hai Aabaadiyan tumse hi hai Ab kya galat aur kya sahi Jab roohdariyan tumse hi hai
Madhoshiyan hai madhoshiyan In nigaahon mein teri hai madhoshiyan Doob jaaneyan aise doob jaaneyan Fir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
Madhoshiyan hai madhoshiyan In nigaahon mein teri hai madhoshiyan Doob jaaneyan aise doob jaaneyan Fir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
Barbaadiyan tumse hi hai Aabaadiyan tumse hi hai Ab kya galat aur kya sahi Hmm hmm hmm..
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Barbaadiyan

Album: Shiddat

Artist: Nikhita Gandhi, Sachet Tandon

Actor: Radhika Madan, Sunny Kaushal

Lyricist: Priya Saraiya

Musician: Sachin-Jigar

Label: T-Series