The Lockdown Rap
AyeCheck!
Ha pada hoon aesa ghar peKuch na mujhko sujhtaKabhi kapdo seToh kabhi bartano se jhoojhta
Lockdown me bhi tu sadak ke beech meNa mana jo tu pyaar sePadenge dande kheech keHaath me laathiVardi ka bhi maan hainSurakshit apna deshKhatre me inki jaan hain
Haath me sabke desh ko bachana hainJese pehle desh apna vesa phir banana hainKarta kaam gharpe gam kiss baat kaBeemari failane me laparwahi ka he hath thaMe toh sher hu shikanje me na aaungaYahi tera bharam kasamse baat meri maan naEk taraf lage hain sab khoj vaccine keBaaki sab ka kaam ek ghar pe baithe scene dekhSunn rahe jo mujhko meri darkhwast unseIss se ladna ek banke kunki desh juda hain tumse
Gaur kar lo meri baato pe tum dhayaan doAfwaho se bhara whatsapp news dekho gyaan loChillao zor se uthao apna haath tumApne hindustaan se hataaye iss haiwaan koHaiwaan ko hanji haiwaan koApne hindustan se hataye is haiwaan koHaiwaan ko hanji haiwaan koApne hindustan se hataye is haiwaan koHaiwaan ko hanji haiwaan koApne hindustan se hataye is haiwaan koHaiwaan ko hanji haiwaan koApne hindustan se hataye is haiwaan koHaiwaan ko hanji haiwaan koApne hindustan se hataye is haiwaan ko kya
Watch now