Hone Laga Lyrics (Antim) – Jubin Nautiyal

Hone Laga Lyrics

Tere siwa pana hai kya Mujhe aur khona hai kya
Tu na ho to ab jeena Mera kaise hoga yahan Aisa ho to ab jane jana Main to jau kaha
Main tera hone laga har kadam Tere ishq ka huaa karam
Haan hone laga Wo khone laga Pyaar hone laga Haan pyar hone laga
Main tera hone laga Tu meri hone lagi Pyaar hone laga Haan pyar hone laga
Sinduri lagta sama Taare bikhre haseen Baahon se lagja tu abhi Kho jayein hum kahin
Main honth hoon tu hai geet Main saaj hoon tu sangeet Main honth hoon tu hai geet Main saaj hoon tu sangeet
Main tera hone laga har kadam Tere ishq ka huaa karam
Haan hone laga Wo khone laga Pyaar hone laga Haan pyar hone laga
Main tera hone laga Tu meri hone lagi Pyaar hone laga Haan pyar hone laga
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Hone Laga

Album: Antim

Artist: Jubin Nautiyal

Actor: Aayush Sharma, Mahima Makwana

Lyricist: Shabbir Ahmed

Label: Zee Music Company