Dil Wapis Kardo
Mera dil wapis kardoTumse na sambhala jaayega
Mera dil wapis kardoTumse na sambhala jaayegaKhelo na khilauna samajh keYe toot jaayega
Mera dil wapis kardoTumse na sambhala jaayega
Ek baat kahun mere baad tumheMere jaisa nahi milegaJitna main pyaar tumhe karta huKoi nahi karega

Kabil hi nahi ho tumIshq tumse na nibhaya jaayegaMera dil wapis kardoTumse na sambhala jaayega
Zanjeerein hai mere pairon meinMeri apni kuch mazboori haiKhwab mere sab toot gayeTere bin har saans andhuri hai

Seene se laga ye dard teraAb wakt guzara jaayegaMera dil wapis kar doTumse na sambhala jaayega
Watch now