Now readingAditya Narayan

Duaa Mein Yaad Rakhhna

Duaa Mein Yaad Rakhhna

Duaa Mein Yaad Rakhhna

Teri yaadon ke sahaare jee raha huKyunki tu hi hai aashiquiTu hi hai bandagiKabhi socha hi nahi tha kiTere bina bhi jeeni padegi zindagi
Tum the humare ab gair ho gayeSaare jazbaat zubair ho gayeTum the humare ab gair ho gayeSaare jazbaat zubair ho gayeLekin tum humein bhool na jana
Dua mein yaad rakhnaDuaa mein yaad rakhnaDua mein yaad rakhnaDuaa mein yaad rakhhna

Kya ho gayi meri khataTu ho gayi yun bewafaMili mujhe aisi saja jane kyun?
Dhoka mujhe tune diyaFir bhi yaara tera nashaDil se nahi utar raha jane kyun?
Maine to ye socha thaTum rahoge bas humareKya pata tha is tarah seBadal jayenge sitaare
Wo kasme wo waade wo saari baateinRaakh ho jayengi apni mulaqateinRaakh ho jayengi apni mulaqatein
Tum the humare ab gair ho gayeSaare jazbaat zubair ho gayeLekin tum humein bhool na jana
Dua mein yaad rakhnaDuaa mein yaad rakhnaDua mein yaad rakhnaDuaa mein yaad rakhhna
Maine dil ki kalam seLikh diya tha naam teraTujhse hi tha har palChaino aaram mera
Tujhse hi tham raha thaMeri dhadkano ka lavaTujhse hi tha humeshaMeri aashiqui ka daawa
Tujhse hi tha humeshaMeri aashiqui ka daawa
Tum the humare ab gair ho gayeSaare jazbaat zubair ho gayeLekin tum humein bhool na jana
Dua mein yaad rakhnaDuaa mein yaad rakhnaDua mein yaad rakhnaDuaa mein yaad rakhhna
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Duaa Mein Yaad Rakhhna Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Duaa Mein Yaad Rakhhna?

Duaa Mein Yaad Rakhhna is performed by Aditya Narayan.

Which album is Duaa Mein Yaad Rakhhna from?

Duaa Mein Yaad Rakhhna appears on the album Himesh ke dil se.

Who wrote the lyrics for Duaa Mein Yaad Rakhhna?

The lyrics for Duaa Mein Yaad Rakhhna were written by Himesh Reshammiya.

Who composed the music for Duaa Mein Yaad Rakhhna?

The music for Duaa Mein Yaad Rakhhna was composed by Himesh Reshammiya.

Which music label released Duaa Mein Yaad Rakhhna?

Duaa Mein Yaad Rakhhna is associated with Himesh Reshammiya Melodies.