Mehram Lyrics – Jersey | Sachet Tandon
Mehram Lyrics
Mehram tuhi hai mera Le sunle meri dastaan Ranjishein dhuaan dhuaan si ye Aa rehle tu bhi yahan
Noor na rukte saah bhi na mukde Ke agg ban gaya hai lahu mera Teri raza hai dard maza hai Le hunn ban gaya badshah tera
Aaja leke jayun tujhe Saanse ghutti jahan Khwahishein jo tooti si thi Bikhra unka jahan
Dafan ho dono yahan Fir bhi ho tanha Kare jo bhi sajda tera Kehna tu hi meri hai mehram
Jana tha yaado ka ek aashiyana Tera khwabo mein mujhko satana hmm.. Hmm.. jana tha yaado ka ek aashiyana Tera khwabo mein mujhko satana
Wo jo tera pyaar tha Main hi tera yaar tha Aisi bhi hai kya wajah Ab tak hoon khafa
Wo jo tera pyaar tha Main hi tera yaar tha Aisi bhi hai kya wajah Main hoon khafa
Aaja leke jayun tujhe Saanse ghutti jahan Khwahishein jo tooti si thi Bikhra unka jahan
Dafan ho dono yahan Fir bhi ho tanha Kare jo bhi sajda tera Kehna tu hi meri hai mehram
Agar hai laya todne baay Reet chali aa rahi hai Lamhe saare kaid main kar lu Aisi ghadi aa rahi hai
Hona hai jo dekhi jaye Ab karam hi farmaye Hona hai jo dekhi jaye Ab karam hi farmaye
Song Credits
Song: Mehram
Album: Jersey
Artist: Sachet Tandon
Actor: Mrunal Thakur, Shahid Kapoor
Lyricist: Shellee
Musician: Sachet-Parampara
Label: Zee Music Company
