Mulakaatein Lyrics – Utkarsh Saxena

Mulakaatein Lyrics

Mujhse mohabbat ki na kabhi to, Dil mein jagah tune dedi kisi ko, Mujhse mohabbat ki na kabhi to, Dil mein jagah tune dedi kisi ko.
Tu to nikli bewafa, Tune di kyun ye sajja, Haa main jis se darta tha, Wahi tune kar diya.
Mulakaatein mujhe wo sab, Kyun yaad mein aaye, Wo barsatein mujhe kyun ab, Yun tanha rulaye.

Tum nahi the hamare, Humne ye jaan liya hai, Ab se tumko paraya, Is dil ne maan lia hai haa.

Naa chahu fir bhi kyun tujhko, Dil ne mere yaad kiya hai, Tere khatir na jaane kyun, Khud ko barbad kiya hai.

Ho tum hi dard-e-dil ki wajah, Kyun dedi mujhko aisi sajja, Haa main jis se darta tha, Wahi tune kar dia.
Mulakaatein mujhe wo sab, Kyun yaad mein aaye, Wo barsatein mujhe kyun ab, Yun tanha rulaye.
Mulakaatein mujhe wo sab, Kyun yaad mein aaye, Wo barsatein mujhe kyun ab, Yun tanha rulaye.
Bewafi kyun kari tune, Bewafi kyun kari tune, Bewafi kyun kari tune, Bewafa .

If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Mulakaatein

Artist: Utkarsh Saxena

Actor: Karan Mehra, Neha Sharad Shah

Lyricist: Ritik Chouhan

Musician: Ritik Chouhan

Label: Zee Music Company