Now readingNikhita Gandhi

Toota Tara

Toota Tara

Toota Tara

Na zameen chaahiyeNa falak chaahiyeMujhko mere sanam kiJhalak chaahiye
Na zameen chaahiyeNa falak chaahiyeMujhko mere sanam kiJhalak chaahiye
Un se bichda to mainBanjara bann gaya
Aasmaan se toota huaaTara bann gayaAasmaan se toota huaaTaara bann gaya
Mujhse mila de rabbaMere sohne yaar koMat aajma tu aiseMere intezaar ko
Seene mein tere bhiDil to dhadakta hogaKyun nahi tu milne detaDo dilon ke pyaar ko
Us se bichda to dilBesahara bann gaya
Aasmaan se toota huaaTara bann gayaAasmaan se toota huaaTaara bann gaya
Mera naseeb hai woMera habeeb haiFaansle hai darmiyan parDil ke kareeb hai
Tujhse ye iltiza haiEhsaan itna kardeYaar se mila sake naTo ye jaan fanna karde
Bichda to mainBanjara bann gaya
Aasmaan se toota huaaTara bann gayaAasmaan se toota huaaTaara bann gaya
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Toota Tara Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Toota Tara?

Toota Tara is performed by Nikhita Gandhi and Saaj Bhatt.

Who wrote the lyrics for Toota Tara?

The lyrics for Toota Tara were written by Sanjeev Chaturvedi.

Who composed the music for Toota Tara?

The music for Toota Tara was composed by Sanjeev - Ajay.

Which music label released Toota Tara?

Toota Tara is associated with Voilà! Digi.

Who is featured in Toota Tara?

Dipika K Ibrahim is featured in Toota Tara.