Bewafa Yaar Lyrics – Nihal Tauro | Himesh Ke Dil Se

Bewafa Yaar Lyrics

Mera yaar bewafa ho gaya hai Yahi shikayat karta hai dil Socha na tha yun judaa honge hamare raaste Yun judaa hogi humari har manzil
Ooo ooo ooo..
Dushman bhi jo karne se dare Aisa kam dost ne anjaam diya Sache pyaar ko sachi yaari ko Is dunia mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu Bewafa hai tu ae yaar Bewafa hai tu bewafa hai tu Bewafa hai tu ae yaar

Tere is dhokhe se meri Zindagi sari tabaah hai Kya kahun ab aur main tujhko Besharam tu behaya hai
Toda ek pal mein tune naata Sharam baki hai kya tujhme Mar chuka hai rishta fir bhi Tu hai hamesha zinda mujhme
Dushman bhi jo karne se dare Aisa kam dost ne anjaam diya Sache pyaar ko sachi yaari ko Is dunia mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu Bewafa hai tu ae yaar Bewafa hai tu bewafa hai tu Bewafa hai tu ae yaar
Kitna pyaar diya maine tujhko Apna sab kuch tujhko mana Kagaz ke phool mehakte nahi hai Maine tujhse bas ye jana
Ab bhi dil mein tu hi tu hai Ik teri hi aarzu hai Bhulke sab kuch tu aaja Bas teri hi justju hai
Dushman bhi jo karne se dare Aisa kam dost ne anjaam diya Sache pyaar ko sachi yaari ko Is dunia mein tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu Bewafa hai tu ae yaar Bewafa hai tu bewafa hai tu Bewafa hai tu ae yaar
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Bewafa Yaar

Album: Himesh ke dil se

Artist: Nihal Tauro

Lyricist: Himesh Reshammiya

Musician: Himesh Reshammiya

Label: Himesh Reshammiya Melodies