Now readingStebin Ben

Yaar Ki Mehfil

Yaar Ki Mehfil

Yaar Ki Mehfil

Bolo na tumkoKya mila rula keJee mera jala kePal mein yun bhula ke
Acha tha humko khwab na dikhateBewajah hasate pyar na jatate
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Labon pe naam koiDil mein koi chehraHo jata hai sabse unko pyar pehla
Apne paas wo dil rakh lete hai sabkaUnki khasiyat hai sabse ishq karnaNazre milate ho khud se kiss tarahJab dekhte ho tum yeh aainaa
Jaane do yaara wo to bewafa theUnko jaate jaate kya hi badua den
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Deewano ki mehfil thi woJisme jaam se jaam mileSabki zubaan pe kisse the parSab kisse nakaam mile
Yahan kar ke ishq duniya meinKab chain kisi ne paya haiYeh pehla zehar hai duniya kaJise pi kar bhi aaram mile
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Yaar Ki Mehfil Music Video