Now readingAfsana Khan

Behri Duniya

Behri Duniya

Behri Duniya

Tujhe najdeek se dekha toLaga maula sath mein baitha haiHaan main khudko bhool gayaTera ehsaas hi aisa hai
Shayad main kar na paunChalo koshish karta hoonTumhari tareef meinThodi shayari ho jaye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab hum dono baat kareTo duniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab hum dono baat kareTo duniya behri ho jayeTo duniya behri ho jaye
Hum sath mein baithe toYe baat khatam na hoTum ho meri bahon meinYe raat khatam na ho
Haan chot lage tujheDard ho mujheIshq mein hum donoItna kho jaye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab hum dono baat kareTo duniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab hum dono baat kareTo duniya behri ho jaye
Teri in zulfon meinKaid main hona chahoonGale lagke main tereRaat main sona chahoonRaat main sona chahoon
Tu mere sapno mein aanaHaan raat ko chupke seHamein nazar lagane waliJab ye duniya so jaye
Hamein nazar lagane waliJab ye duniya so jaye
Tu mile na mileAllah pe choda haiTere se pehle dil meraKitno ne toda haiKitno ne toda hai
Preet sukh ye tuneKaisa jaadoo kar diyaDil tumhe chaahne ke alavaKuch aur na kar paye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab hum dono baat kareDuniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab hum dono baat kareDuniya behri ho jaye
Khuda kare ke mohabbatItni gehri ho jayeJab dono baat kareTo duniya behri ho jayeHaye behri ho jaye
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Behri Duniya Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Behri Duniya?

Behri Duniya is performed by Afsana Khan and Saajz.

Who wrote the lyrics for Behri Duniya?

The lyrics for Behri Duniya were written by Preet Sukh.

Who composed the music for Behri Duniya?

The music for Behri Duniya was composed by Shevv.

Which music label released Behri Duniya?

Behri Duniya is associated with Melo Music.

Who is featured in Behri Duniya?

Nikki Tamboli and Parmish Verma is featured in Behri Duniya.