Now readingPalak Muchhal

Tum Dill Meinn Ho Mere

Tum Dill Meinn Ho Mere

Tum Dill Meinn Ho Mere

Tera intezaarBadi shiddat se kar rahi haiMeri mohabbat ki sargarmiyanTere mere faslon ke bichChhupi huyi hai bahot si nazdeekiyan
Nasheman huye haiTeri yaadon ke ghereNasheman huye haiTeri yaadon ke ghere
Tum dill meinn ho mereTum dill meinn ho mere
Nasheman huye haiTeri yaadon ke ghereTum dil mein ho mereHaan tum dil mein ho mere
Bechain huye haiArmaanon ke basereTum dill meinn ho mereHaan tum dil mein ho mere
Teri parchai mujhpe lehrayiTujhko hi dhoonde meri tanhaiMeri tanhai
Teri ye mohabbat aisa rang layeHaste haste meri aankh bhar aayiAankh bhar aayi
Toofan bane hai mithi dhoop ke sawereToofan bane hai mithi dhoop ke sawere
Tum dill meinn ho mereHaan tum dil mein ho mere
Bechain huye hai armano ke basereTum dill meinn ho mereHaan tum dil mein ho mere
Dil ki ye deewareTujhko hi pukareTeri raah dekhuBaahein main pasareBaahein main pasare
Dhadkano ka sagarDard-E-Dil kinareTere bin adhureSapne mere saareSapne mere saare
Saye hai tereMeri ankhiyon ke dereSaye hai tereMeri ankhiyon ke dere
Tum dill meinn ho mereHaan tum dil mein ho mere
Bechain huye hai armano ke basereTum dill meinn ho mereHaan tum dil mein ho mere
Nasheman huye haiTeri yaadon ke ghereTum dill meinn ho mereHaan tum dil mein ho mere
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Tum Dill Meinn Ho Mere Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Tum Dill Meinn Ho Mere?

Tum Dill Meinn Ho Mere is performed by Palak Muchhal.

Which album is Tum Dill Meinn Ho Mere from?

Tum Dill Meinn Ho Mere appears on the album Himesh ke dil se.

Who wrote the lyrics for Tum Dill Meinn Ho Mere?

The lyrics for Tum Dill Meinn Ho Mere were written by Himesh Reshammiya.

Who composed the music for Tum Dill Meinn Ho Mere?

The music for Tum Dill Meinn Ho Mere was composed by Himesh Reshammiya.

Which music label released Tum Dill Meinn Ho Mere?

Tum Dill Meinn Ho Mere is associated with Himesh Reshammiya Melodies.