Kyun Na Aaye
Main dekhu jahan har kahinPyaar hi pyaar haiEk tuhi nahi mere paasAisa kyu yaar hai
Pyaar barasne ka mausam hai yeAur baahein meri murjhaye jaye
Tu aaye aaye kyun na aayeKyu aise mujhe tu satayeTu aaye aaye kyun na aaye
Main jee loon tumhe fir zaraSanson mein aag haiAakhiri tuhi hai wajahAur kya khas hai
Khwab sawarne ka mausam hai yeAur neenden meri door jaye jaye
Tu aaye aaye kyun na aayeKyu aise mujhe tu satayeTu aaye aaye kyun na aaye
Kyu aashiqui mein do dil jale haiAakhon mein kyu aayi hai namiTanhaiyon mein khone lage haiYadon mein tu meri har kahin
Tere jane se teri khabar takMujhko hai roz jalaye jaye
Tu aaye aaye kyun na aayeKyu aise mujhe tu satayeTu aaye aaye kyun na aaye
Jab tak tumhari khushbooMeri sanson mein haiMain zinda hoon
Jab talak mere guzarte huye lamhon meinTumhari yadein hai batein hai mulakatein haiTab talak main zinda hoon
Watch now
Kyun Na Aaye Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Pranav Vatsa
Words by
Pranav Vatsa
Music by
Vivian Richard
Music label
Zee Music Company
Featuring
Tejasswi Prakash
FAQ
Good to know
Who sings Kyun Na Aaye?
Kyun Na Aaye is performed by Pranav Vatsa.
Who wrote the lyrics for Kyun Na Aaye?
The lyrics for Kyun Na Aaye were written by Pranav Vatsa.
Who composed the music for Kyun Na Aaye?
The music for Kyun Na Aaye was composed by Vivian Richard.
Which music label released Kyun Na Aaye?
Kyun Na Aaye is associated with Zee Music Company.
Who is featured in Kyun Na Aaye?
Tejasswi Prakash is featured in Kyun Na Aaye.
