Main ki Karaan
Tumko pehli baar maine dekhaBar bar fir se dekhaDekh ke bhi dil nahi bharaMain ki karaan?
Tum se karke mithi mithi bateinJaag ke guzaarun rateinBawala hua hoon iss tarahMain ki karaan?
Tere bin kahin dil naiyyo lagdaBanke kamla tainu hi takda
Mujhko baki duniya se sariLagti sirf tum ho pyaariHo mujhe pasand iss tarahMain ki karaan?
Reh ke paas tere 100-50 mereGhante beet jayeinAb to 5 hi minute meinAisa kyun?
Ban gaya nikhattu hoke tujh pe lattuRomeo hua tha jaise lattu juliet peAisa kyun?
Mere hosh ghum hue hai aiseShabdon mein bataun kaiseSamjho bhavnao ko zaraMain ki karaan?
Tumko pehli baar maine dekhaBar bar fir se dekhaDekh ke bhi dil nahi bharaMain ki karaan?
Tere bin kahin dil naiyyo lagdaBanke kamla tainu hi takda
Mujhko baki duniya se sariLagti sirf tum ho pyaariHo mujhe pasand iss tarahMain ki karaan?
Watch now
Main ki Karaan Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Sonu Nigam
From the album
Laal Singh Chaddha
Words by
Amitabh Bhattacharya
Music by
Pritam
Music label
T-Series
Featuring
Aamir Khan, Kareena Kapoor Khan
FAQ
Good to know
Who sings Main ki Karaan?
Main ki Karaan is performed by Sonu Nigam.
Which album is Main ki Karaan from?
Main ki Karaan appears on the album Laal Singh Chaddha.
Who wrote the lyrics for Main ki Karaan?
The lyrics for Main ki Karaan were written by Amitabh Bhattacharya.
Who composed the music for Main ki Karaan?
The music for Main ki Karaan was composed by Pritam.
Which music label released Main ki Karaan?
Main ki Karaan is associated with T-Series.
Who is featured in Main ki Karaan?
Aamir Khan and Kareena Kapoor Khan is featured in Main ki Karaan.
