Maante Naahi Haar Lyrics – Emiway | Minta
Maante Naahi Haar Lyrics
Minta Em 24x7 Maante naahi haar! 2022 Bs beats!
Maante nahi haar dete hai war Jab tak hai jaan dete hain sath Baithe hai aaj kar rele raj Rani hai pas party in taj

Sacche pyar mere ma bap Sacche yaar bane pariwar Sach mein a raha ab maza Paisa khud aaya main nai bhaga
Poora kiya jo kiya wada Liya maine kam diya zyada Past life mein nahi jana Jo gaye chhod ke unko tata
Life hui fast kab khaya nahi yad Jab kiya tha start tab zone tha dark Gane likhe nayeh hamne khol diyeh heart Wish list zero seedha bhar rele cart
Bullseye tera bhai khelun main dart Kam pade to han to lucky bhi kara kam 7-8 sal bad ab hua hai start Ye bas chingari ab lagi hai aag
Mante nahi haar dete hai war Jab tak hai jaan dete hain sath Baithe hai aaj kar rele raj Rani hai pas party in taj
Mante nahi haar dete hai war Jab tak hai jaan dete hain sath Baithe hai aaj kar rele raj Rani hai pas party in taj
Yeah huh Emiway bantai! Maloom hai na Sath mein minta mera bhai Em24X7
Maante nahi haar raw mere pas Jab bhi main spit karun Lagta ki ho gayela war Ye bho*i walon ko main karun ignore Koi puchne wala nahi tha ban gayela thor
Hathoda sar pe padeli tu kar Lekin kar apne ghar pe Aaya hoon bhar ke Khud se sudhar ke Sapne sath dekhe the Ye dono ladke
Duniya se ladke pahunchele yahan Aansu ko pochne koi nahi aya Koi bhi nahi Khud hi se lad ke jhad ke Age hum badhke bane hum Example independent
Tu bhi kar sakta jaise hum kar rele Kar jake grind kyon leta marele Takleefen a rahi to takleef ke maze le Minta aur main han kabhi nahi darele
Aan de!
Kabhi kabhi lagta tha kuchh nahi hoga Agar fansa rehta soch mein to kuch nahi hota Itna karke bhi bhai tera khush nahi hota Santusht nahi hota abe kuch nahi hota
Bol bachchan deke Bachkane gane mein bachchan nahi hai Nam lenge gane mein Daring dikhane ko kulfa karein Bhav nahi dalne ka khud chal denge
Maante nahi haar dete hai war Jab tak hai jaan dete hain sath Baithe hai aaj kar rele raj Rani hai pas party in taj
Maante nahi haar dete hai war Jab tak hai jaan dete hain sath Baithe hai aaj kar rele raj Rani hai pas party in taj
Pa pa pa ha ha Aa ha ek number shot 8 sal baad day 1 se Dono ek hi track pe
Last apun kab kaun sa kiye the apun 2014 2014 Main bhi four square tha na 2013 mein kiye the To mera aur minta ka 8 saal baad gana aayela hai Aisa kuch sound karela hai kya
Song Credits
Song: Maante Naahi Haar
Artist: Emiway Bantai, Minta
Lyricist: Emiway Bantai, Minta
Label: Emiway Bantai