Manzoore Nazar Lyrics – Saaj Bhatt | Sourav Joshi
Manzoore Nazar Lyrics
Ek akela yaar mera tu Iklauta pyaar mera tu Tujhe dekh ke dil bekabu ho gaya
Ek tera sath hi hona Tu lagda sab to sohna Na janu kaisa jadu ho gaya
Dil na koi farmaish kare Dil na koi aazmaish kare Jab se tera deedar ho gaya
Manzoore nazar manzoore nazar Manzoore nazar ho gaya ek tu Manzoore nazar manzoore nazar Manzoore nazar ho gaya
Ho wo kehnda mainu pyaar karda ae Ho haye ni meri utte marda ae Ab shauk na mehfilo ka Maine khud ko sabse roka Kuch fark sa jeene mein ab ho gaya
Dil na koi farmaish kare Dil na koi aazmaish kare Jab se tera deedar ho gaya
Manzoore nazar manzoore nazar Manzoore nazar ho gaya ek tu Manzoore nazar manzoore nazar Manzoore nazar ho gaya
Ek akela yaar mera tu Iklauta pyaar mera tu Tujhe dekh ke dil bekabu ho gaya
Ek tera sath hi hona Tu lagda sab to sohna Na janu kaisa jadu ho gaya
Dil na koi farmaish kare Dil na koi aazmaish kare Jab se tera deedar ho gaya
Manzoore nazar manzoore nazar Manzoore nazar ho gaya ek tu Manzoore nazar manzoore nazar Manzoore nazar ho gaya
Song Credits
Song: Manzoore Nazar
Artist: Saaj Bhatt, Srishti Bhandari
Actor: Priya Dhapa, Sourav Joshi
Lyricist: Amjad Nadeem
Musician: Amjad Nadeem Aamir
Label: Voilà! Digi