Now readingAnkush Bhardwaj

Ab Tere Bin Nahin Jeena

Ab Tere Bin Nahin Jeena

Ab Tere Bin Nahin Jeena

Vaabasta hai mere dil meinTeri aashiqui ka aalamTeri mohabbat mein doob gaya haiMeri yadon ka mausam
Tu hai mujhme kuch is tarahSagar mein nadiya ho jis tarah
Aag lagaye dil mein sawan ka mahinaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahi jeenaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahin jeena
Aag lagaye dil mein sawan ka mahinaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahi jeenaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahin jeena
Mera man aye jan-e-manTeri yadon ka hai aainaDard-E-Dil dard-e-jigarAb mujhse saha jaye na
Tu mera rasta tu mera rehguzarNaam dil pe tera likh liyaTu ruke main rukun tu chale main chalunTu jahan main wahan sathiya
Aag lagaye dil mein sawan ka mahinaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahi jeenaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahin jeena
Har ek dagar har mod peChhoda rishton ne tanha mujheRab se bas main manguYaara har ek lamha tujhe
Main phirun darbadarMain rahun besabarNaam leke mere yaar kaTu meri shayari tu mera falsafaTu mera silsila pyaar ka
Aag lagaye dil mein sawan ka mahinaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahi jeenaMaine tay kar liya hai oh yaraAb tere bin nahin jeena
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Ab Tere Bin Nahin Jeena Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Ab Tere Bin Nahin Jeena?

Ab Tere Bin Nahin Jeena is performed by Ankush Bhardwaj.

Which album is Ab Tere Bin Nahin Jeena from?

Ab Tere Bin Nahin Jeena appears on the album Himesh ke dil se.

Who wrote the lyrics for Ab Tere Bin Nahin Jeena?

The lyrics for Ab Tere Bin Nahin Jeena were written by Himesh Reshammiya.

Who composed the music for Ab Tere Bin Nahin Jeena?

The music for Ab Tere Bin Nahin Jeena was composed by Himesh Reshammiya.

Which music label released Ab Tere Bin Nahin Jeena?

Ab Tere Bin Nahin Jeena is associated with Himesh Reshammiya Melodies.