Zindagi Lyrics – Ardh | Sonu Nigam
Zindagi Lyrics
Layegi tu khushi ye kaha tha Ab nibha le zindagi tera waada Layegi tu khushi ye kaha tha Ab nibha le zindagi tera waada
Tune jo bhi diya raasta main chala Ho gaya hai safar ab to aadha Tune jo bhi diya raasta main chala Ho gaya hai safar ab to aadha
Aayega kab wo din ye bata ja Ab nibha le zindagi tera waada Layegi tu khushi ye kaha tha Ab nibha le zindagi tera waada
Chehre kai hai chehre pe mere Na jane mera hai kon sa Ho chehre kai hai chehre pe mere Na jane mera hai kon sa
Ek zindagi hai kirdaar hai do Kisko jiyun main kar faisla Jee raha hoon jo mera khwab na tha Ab nibha le zindagi tera waada
Layegi tu khushi ye kaha tha Ab nibha le zindagi tera waada
Main roz ghar se ummeed leke Jata hu aksar ye soch kar Ho main roz ghar se ummeed leke Jata hu aksar ye soch kar
Ke aaj meri badlegi kismat Dil ko milegi achi khabar
Hai mera ye veham kya pata tha Ab nibha le zindagi tera waada Layegi tu khushi ye kaha tha Ab nibha le zindagi tera waada
Tune jo bhi diya raasta main chala Ho gaya hai safar ab to aadha Tune jo bhi diya raasta main chala Ho gaya hai safar ab to aadha
Aayega kab wo din ye bata ja Ab nibha le zindagi tera waada Layegi tu khushi Haan haan haan
Song Credits
Song: Zindagi
Album: Ardh
Artist: Sonu Nigam
Actor: Rajpal Yadav, Rubina Dilaik
Lyricist: Kunaal Vermaa
Musician: Palaash Muchhal
Label: Zee Music Company
