Aashiq Hoon
Aag dil meinLaga di hai tune magarMain jala dungaYa khud hi jal jaunga
Aag dil meinLaga di hai tune magarMain jala dungaYa khud hi jal jaunga
Tere aankhon se mumkin haiBeh jaun mainIshq mein ashk banke nikal jaunga
Tu to mausam haiTu to mausam haiTu to mausam haiShayad badal jayegi
Main to aashiq hoonKaise badal jaunga
Tere seene mein har palDhadakta hu mainKaise dil se main tereUtar jaunga
Tu to mausam haiShayad badal jayegiMain to aashiq hoonKaise badal jaunga
Toot kar jo zameen peBikhar jaye woAasmaan ka main koi sitara nahi
Tujhko hak hai mujheBhool jaye magarMain tujhe bhool jaunGawara nahi
Kabhi dariya samandarYa tufaan haiIshq mein ishq keImtihaan kam nahi
Jo bhi anjam hoga woManzoor haiIshq mein jaan bhi jayeKoi gam nahi
Shakh se phoolShakh se phoolShakh se phool bankeTu jhad jayegi
Main magar khushbu bankeBikhar jaunga
Tu to mausam haiShayad badal jayegiMain to aashiq hoonKaise badal jaunga
Tere seene mein har palDhadakta hu mainKaise dil se main tereUtar jaunga
Tu to mausam haiShayad badal jayegiMain to aashiq hoonKaise badal jaunga
Watch now
Aashiq Hoon Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Raj Barman
Words by
Vikki Nagar
Music by
Raees, Zain-Sam
Music label
Zee Music Company
Featuring
Aneri Vajani, Mohsin Khan
FAQ
Good to know
Who sings Aashiq Hoon?
Aashiq Hoon is performed by Raj Barman.
Who wrote the lyrics for Aashiq Hoon?
The lyrics for Aashiq Hoon were written by Vikki Nagar.
Who composed the music for Aashiq Hoon?
The music for Aashiq Hoon was composed by Raees and Zain-Sam.
Which music label released Aashiq Hoon?
Aashiq Hoon is associated with Zee Music Company.
Who is featured in Aashiq Hoon?
Aneri Vajani and Mohsin Khan is featured in Aashiq Hoon.
